Har roz koi baat
Har roz koi kissa
Jis par koi nazm kahta hu
Har roz koi kissa
Jis par koi nazm kahta hu
Ab apko kese batau
Ki mein lafzo me
Apko utaar nahi sakta
Ki mein lafzo me
Apko utaar nahi sakta
Apki akho ki gahrai ko
Apki baato ki mithaas ko
Apke har andaaz ko
Apse Jude har ehsas ko
Mein sirf jee sakta hu
Apki baato ki mithaas ko
Apke har andaaz ko
Apse Jude har ehsas ko
Mein sirf jee sakta hu
Ap khud me hi mukammal ho
Kamiya meri zindagi ki
Ab mit gai hai
Har taraf noor hai apka
Kamiya meri zindagi ki
Ab mit gai hai
Har taraf noor hai apka
Har rat me bas
Humare lafzo ko kaid krta hu
Humare lafzo ko kaid krta hu
Aap khud b khud ek gazal hu
Ab me kya sawaru aapko
Zarurat nhi hai muje
Kisi bahane ki
Ap hi Ho meri saari nazme
Aap hi Ho meri zindagi
Sirf meri zindagi Ab me kya sawaru aapko
Zarurat nhi hai muje
Kisi bahane ki
Ap hi Ho meri saari nazme
Aap hi Ho meri zindagi
No comments:
Post a Comment